Ticker

6/recent/ticker-posts

Advertisement

Responsive Advertisement

Gulzar Quotes in Hindi - Gulzar Shayari in Hindi | Best Shayari Collection of Gulzar in Hindi

Gulzar Quotes in Hindi - Gulzar Shayari : Shayari 4 Love. पर आपका स्वागत है . दोस्तों Shayari 4 Love आपके लिए लेकर आये है गुलज़ार की शायरी का बेहतरीन Collection यहाँ पर आप Gulzar Quotes , Gulzar Shayari in Hindi , Gulzar shayari in hindi 2 lines , Gulzar shayari on yaadein , Gulzar shayari on zindagi , Gulzar shayari on eyes , Gulzar shayari MotivationalGulzar shayari on dosti , Gulzar shayari on khubsurti . का आनंद ले सकते है .


Best Shayari Collection of Gulzar - Gulzar Quotes in Hindi :

Gulzar Quotes , Gulzar Shayari in Hindi , Gulzar shayari in hindi 2 lines , Gulzar shayari on yaadein , Gulzar shayari on zindagi , Gulzar shayari on eyes , Gulzar shayari Motivational ,  Gulzar shayari on dosti , Gulzar shayari on khubsurti .

Tujhe Pahchanunga Kaise ? Tujhe Dekha hi nahi,
Dhunda karta hu tumhen apne chehre me hi kahin.

तुझे पहचानूंगा कैसे? तुझे देखा ही नहीं ,
ढूँढा करता हूं तुम्हें अपने चेहरे में ही कहीं.

Log kahte hai meri ankhe meri ma si hai,
Yu to labrej hai pani se magar pyasi hai.

लोग कहते हैं मेरी आँखें मेरी माँ सी हैं,
यूं तो लबरेज़ हैं पानी से मगर प्यासी हैं.

Kan me ched hai paidaishi aaya hoga,
Tune mannat ke liye kan chidaya hoga.

कान में छेद है पैदायशी आया होगा,
तूने मन्नत के लिये कान छिदाया होगा.

Yu Bhi Ek Baar To Hota Ki Samundar Bahta,
Koi Ehsas To Dariya Ki Ana Ka Hota.

यूँ भी इक बार तो होता कि समुंदर बहता,
कोई एहसास तो दरिया की अना का होता.


Gulzar Shayari on Zindagi :

Milta to bhut kuch hai zindagi me,
Bas ham ginti unhi ki karte hai jo hasil na ho sake.

मिलता तो बहुत कुछ है ज़िन्दगी में,
बस हम गिनती उन्ही की करते है जो हासिल न हो सका.

Din Kuch aise gujarta hai koi,
Jaise ehsan utarta hai koi.

दिन कुछ ऐसे गुजारता है कोई
जैसे एहसान उतारता है कोई.

Gulzar Shayari in Hindi 2 Lines:

"Aap ke bad har ghadi ham ne aapke sath Guzari hai".

"आप के बाद हर घड़ी हम ने आप के साथ ही गुज़ारी है."

Kanch Ke Piche Chand Bhi Tha Aur Kanch Ke Upar Kai Bhi ,
Tinon The Ham Vo Bhi The Aur Main Bhi Tha Tanhai Bhi.

काँच के पीछे चाँद भी था और काँच के ऊपर काई भी
तीनों थे हम वो भी थे और मैं भी था तन्हाई भी

Uthae Phirte The Ehsan Jism Ka Jan Par,
Chale Jhan Se To Ye Pairhan Utaar Chale.

उठाए फिरते थे एहसान जिस्म का जाँ पर
चले जहाँ से तो ये पैरहन उतार चले

Gulzar shayari on Yaadein:


Sahar Na Aai Kai Baar Neend Se Jaage,
Thee Raat Raat Kee Ye Zindagee Guzaar Chale.

सहर न आई कई बार नींद से जागे,
थी रात रात की ये ज़िंदगी गुज़ार चले.

Suno .... jara rasta to batana,
Mohabbat ke safar se, vapsi hai meri.


सुनो….ज़रा रास्ता तो बताना.
मोहब्बत के सफ़र से, वापसी है मेरी.

Gulzar Motivational Shayari in Hindi :

Uljhane bhi mithi ho sakti hai,
Jalebi is bat ki bat ki jinda mishal hai.

Gulzar motivational Quotes , Gulzar Motivational Shayari in Hindi

उलझने भी मीठी हो सकती है,
जलेबी इस बात की ज़िंदा मिसाल है.

Kaise kah du ki mahangai bhut hai,
Mere shahar ke chourahe par aaj bhi..
Ek rupaye me kai kai duvaye milti hai.

Gulzar Quotes , Gulzar Shayari in Hindi , Gulzar shayari in hindi 2 lines , Gulzar shayari on yaadein , Gulzar shayari on zindagi , Gulzar shayari on eyes , Gulzar shayari Motivational ,  Gulzar shayari on dosti , Gulzar shayari on khubsurti


कैसे कह दू कि महंगाई बहुत है,
मेरे शहर के चौराहे पर आज भी..
एक रुपये में कई कई दुआएं मिलती है.

उम्मीद करते है यहाँ पर दी गई "Gulzar Quotes in Hindi - Gulzar Shayari in Hindi | Best Shayari Collection of Gulzar in Hindi " शायरी आपको पसंद आई होगी. यदि आपको शायरी पसंद आई हो तो इसे अपने दोस्तों के साथ भी शेयर जरूर करे. धन्यवाद.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ