Ticker

6/recent/ticker-posts

Advertisement

Responsive Advertisement

Computer / Laptop me Screen Shot Kaise Liya Jata Hai | कंप्यूटर लैपटॉप में स्क्रीन शॉट कैसे ले

Computer / Laptop Me Screen Shot Kaise Le -

Hello Dosto , Namaskar kaise Hai Aap Sab ? Ummid Karta Hu Ki Sab Badhiya Honge .
Kya Apko Ko Bhi Kabhi Computer Me Screen Shot Lene Ki Jarrorat Padi Hai ? yadi aap student ho ya aap ek blogger ho to aapko screen shot lene ki jarorat jaroor padi hogi .

Ham me kuch logo ko iske baare me pata hota hai ki Computer me screen shot kaise lete hai par kuch log iske baare me nhi jante..to yadi aap iske baare nhi jante to is post ko pura padhe yah par me apko step by step iske baare me batane jaa rha hu .



Computer Me Scrreen Shot Lene Ka Tarika -

Computer me Screen Shot lene ka old is gold tarika hai PrintScrn Button ki sahayata se Screen Shot lena  .

PrntScrn Button se Screen Shot Kaise Le Step By Step -

1. Jiska Bhi Screen Shot lena hai to sabse pahle PrntScrn Button Ko Dabaye. Jaise Mujhe DeskTop Ki Full Screen Ka Screen Shot Lena Hai ..


2. Sabse Pahle PrntScrn Sys Rq butto ko press kare .


3. Ab aapko apne computer me koi bhi photo editor jaise (Photoshop , Paint , Window Picture Manager) Ko Open Karna hai Yaha Par Ctrl+V (Paste) kar dena hai.


4. Ab aapko jitne portion ko Screen Shot Lena Hai Crop karke utne portion ka Screen Shot Le Sakte hai . Jaise-


5. jaise mujhe crop wale portion ka screen shot lena hai . to ise Ctrl+V (Cut) karke New Page Par Paste Kar Dena Hai or Save Kar lena Hai .


5. Is trah se aap kisi Particular Area Ka Screen Shot le Sakte Hai .

एक टिप्पणी भेजें

1 टिप्पणियाँ