1. Uski Muhabbat Ka Silsila Bhi Kya Ajeeb Hai ,
Apna Bhi Nhi Banati Or Kis Or Ka Bhi Nhi Hone Deti .
2. Ab Roj Ek Naya Sher Kya Likhu Tere Husan Par ,
Tere Sakh e badan Par To Roj Naya Fool Khilta Hai .
3. Do Line Dosto Ke Nam -
Vatavaran Ko Jo Mahka De Use Itra (इत्र) Kahte Hai .
Jivan Ko Jo Mahka De Use Mitra (मित्र) Kahte Hai .
4 . Jindagi me bhale hi ek bhi ladki na pati ho fir bhi...
Jagjeet Singh Ki Gajle Sunne Baitha To Laga 10 - 15 Chod ke Chali Gayi .
5. खाकर ठोकर ज़माने की ,
फिर लोट आये मयखाने में ,
मुझे देखकर गम बोले ,
बड़ी देर लगा दी आने में .
2 टिप्पणियाँ
बहुत खूब और बहुत ही सुंदर शायरी की प्रस्तुति। अच्छा लिखते हैं आप।
जवाब देंहटाएंधन्यवाद् जमशेद जी आपके बहुमूल्य कमेंट का ...
हटाएं